Hamla Aurat Ka Khana++Hamla Aurat Ki Namaz
, Posted by saima at September 15, 2018
Hamla Aurat Ki Namaz
Hamla khawateen jin ko hatkaat karne me kafi dushwari pesh ati ho or zyada hilna unk liye khatre ka baes ho sakta ho to isme hmari sharitat ye ijazat deti hai k namaz ko beth kar par liya jaye.
Hamla Aurat Ka Khana
Aksar Hamla Khawateen ko pareshani hoti h k unko khane ma kya khana chaye. Aesi Hamla Aurat Ke Liye Tips hen k un ko aisi ghiza ka istimal karna chahye jo vitamins se bharpor ho. Kisi zamane tak hamla khaton ko anday khilane par ikhtalafat the cholesterol k baes. Magar ab halia tehqeeq sy malom huwa hai ke agr mareez tandarust h to pregnancy me andy bchy or khatoon dono ke liye mufeed hain. Is liye nashty ne anday ka istimal sehat ko behter bna skta hai.
Currently have 0 comments: