Sex Education For Youth
, Posted by saima at September 15, 2018
Sex Education For Youth
Youth mai Sex Education buhut zroori hai kyu k youth k liye sex aik new discovery hoti hai jiske barai mai wo zyada ilm nahi rkhte. Youth mai Sex Education ki kami hone ki wja se kafi msle ho jate hain.
- Pregnancies: Youth ko safe sex k barai mai nahi btaya jata yaani k unko condoms ya doosee tareeqon k barai mai jaankaari nahi hoti jiski wja se pregnancies ho jati hai. Underage pregnancies maa r bache dono k liye achi nahi hoti r is se lrki k career, education or life pe b assar prta hai.
- Yaani k sexually transmitted disease. Yeh wo bemariyan hai ju unprotected sex ki wja se aik insaan se doosre ko lg jati hain. Yeh bemariyan aksr insaan ki jaan b le leti hain. Sex Education mai in bemariyion se bachne ka tarika btaya jata hai r sath hi sath inke ilaj k barai mai b inform kiya jata hai.
- AIDS se bachne k liye b Sex Education buhut zroori hai. AIDS ki shara barhne ki wja se hi kafi mulkon ne apne syllabus mai Sex Education ko include kiya tha.
Currently have 0 comments: